Enema in Hindi क्या है ? Enema लगाने का सही तरीका, उपयोग, नुकसान,लाभ हिंदी में [Right way to apply Enema, Uses, Disadvantages, Benefits in Hindi]

Hello Guys,
Swagat hai apka Apne blog medicalJankari mein.guys aaj is blog mein apko batane wala hu Enema k bare mein .jinte muje jankari hai .whi jankari mein apko share krta hu or krta rahunga .ager ap logo ka support rha .guys aaj blog Mein Apko batunga enema Kya hota hai or enema ko kb or kyu upyog mein laya jata hai Or kaise iska upyog aap kud apne ghr pr v ghar sakte hai !To chailye suru krte hai !


       Enema procedure 


Enema procedure Kya hota hai?

   Guys Enema ko hindi mein’ वस्ती, गुदा वस्ती,” kaha jata hai ! Apko Aasan sabdo mein kahu to enema aise process hai ki anus ki taraf se liquid  pet mein chadaya jata hai ! Enema ek bahut purani taknik hai jo pet ki problems k liye salo se chati aa rhe process hai or doctor v isko safe khate hai ! Guys iska upyog kabj(कॉन्स्टिपेशन, पेट साफ नहीं होना) aadi ! Mein krwaya jata hai or ye Last upchar hota hai ager marij ko medicine se koi rahta na ho !
                                                 


“Enema ko upyog krne se pehle Marij ko Laxtive
medicine,Suppogetry, or high fiber wale khane ki Salha dete hai”
Enema process mein jaise ki Famous kilit enema mein Anus k dwara Aanto mein liquid dalkr kabj ka ilaz kiya jata hai. Ye liquid jo marij k Aanto mein jata hai wo Stool (मल) को Soft krta hai or Enema Nosal Anus ko dhella krti hai !
Enema Process k karan Aanto mein Halchal hote hai.



Enema Ka Kab Upyog Karwaya jata hai ? 

1.Kabj,hard,Dry,stool  ko pass krne mein help krta hai .

2.Adik,ges,pet fulana, Dakar aana problem mein use.
3.Fekal infection,Jyada kabj hone se Anus mein hard,stool Jama ho jata hai
4. Ulcerative colitis, swelling,Aanto mein Bleeding hona


“aise problem mein doctor corticosteroid se Enema ke liye marij ko kah sakte hai.corticosteroid swelling ko km krte hai” !


Enema Ke prakar -Types of  Enema-

1.Chikitsiya Enema –

Ye ek aise enema process hai jo Aant ya Anus Clean krte hai.or kabj or ges se rahat deta hai(implementary bowel disease) aadi bimariyo ko v sahi krta hai !
   

2.Dignostic Enema-

 Yaha ek aise enema Process hai jo pet infection,Bleeding, ke Symptoms
 ya Aanto ya Anus ki kuch Problems ka Pata lagane k liye use hote hai Berium enema ek aise hi enema procress hai!Berium x- ray par ache se dekta hai jiss doctor apke aanto ki problem ko acha se Dignose krta hai !
    

Enema Jo sabse jayda upyog mein hota hai- 

1. Fleets phosphosoda Enema-

 Ye enema ka brand name hai is enema process mein aanto mein.pani banye Rhakne k liye Sodium phosphate Salt ko enema mein use krwaya jata hai.YeKabj k liye Fleets Enema Ko sabse faydemnd mana jata hai but kuch nuksan ko rokne k liye iske sahi dose diye jana bahut jaruri hai Ye 1 disposal bag or Nosal k sath market mein apko mil jata hai or upyog krne mein v aasan hota hai. Kyuki isme or saman ki jarurt nhi hote hai ! Bus inhe se apka kam chl jata hai !


2. Mineral oil Enema-

        Is Enema ko aanto ke ander ek lubricants ki tarha work krta hai jise marij ko hard,dry stool pas krne mein aasani hote hai ! Or ye bahut easy use hota hai !


3. Saline Solution Enema-

       Ye Enema ko aap log aasani ss ghar pe v tayar kr sakte hai ! Isko bnane ke liye kuch equipments ki jarurt hote hai .ex- Enema bag,Enema tube,Or distilled water ki  jarurat hote hai . Aamtor pe 1 ser hot water mein salt 2 spoon dal kr ghol bana kr  upyog karwaya jata hai !


4.Milk or jaggery (गुड)-

  Es enema ko v ghr pe baanya jata hai isme apko Milk or jaggery ki quantity same lene hai or ghol bana k diya jata hai jise use krne se marij ka stool soft hot hai bahut hi aasan hai !


 Enema Procedure kaise krte hai ?

Enema procedure aap ghr pe v kr sakte hai kyuki wo apko toda sasta pdega kyuki ager ager ap doctor ss krwate ho to wo apne fee etc ad krte hai jise apko toda mahnga pd sakta hai .ager aap ghr pe iska upyog krte hai apko iske sari jankari  hone chaiye kyuki ager apko jankari nhi hue to apko or v problems ho sakte hai.
Iske jankari aap near doctor medical pharmacist se le sakte hai .
ghr pe use krte time apne sath kise ko rak le jo apko help kr de
 .

Chaliye jante hai kaise apne enema ka upyog krne hain or kya savdani rakne hai-

 Enema procedure mein tube k ek Taraf ek Bag mein rake salt (नमक) के pani का ghol Upyog karte hai.2Part yani jo part apne anus mein dalna hai Usee Lubericant ( चिकना) krke  anus mein Dal diya jata hai !
Ghol ko aanto tk pahchane ke liye Ek krwat le kar Gutno ko apne chest. Pe lagaye ! 

postion for kids enema
postion for kids enema


Enema procedure  krne k liye General Information-

  • Enema ko start krne se pehle marij ko 1-2 glass pani pina cahiye kyuki Enema ke doraan pani ki kmi body ko ho sakte hai !
  • Ab marij k Gutno ko modkr pet k niche lakar ulte let jaye
  • Enema Tube ko chikna krke Slowely Se Anus mein dale
  • Yadi aap disposal Enema upyog kr rhe hai to  Dhere-Dhere Bag ko nichode ! 
  • Yadi aap ghr pe bane enema ko upyog kr rahe ho to bag ko uper pakde jise Bag mein bana enema anus mein aasan se ja sake !
  • Enema Bag Empty hone par Enema Tube ko Anus se hata de !
  • Is position mein tb tk rahe jb tk apko Stool (मल त्याग) pass hona mahsus na ho .apko km se km 2-10?min k ander tez stool pas krne ki Iccha mahsus hoge !
  • But ager ap aadik benefits chate hai to km se km isko 5 min tk Enema tube ko  anus mein rakne ki kosis kare !

enema positioning

Enema procedure Ke Fayde –

1.Enema ka fayda ye hai ki ye safe or Natural procedure hai jise aap ghr pe aasani se kr sakte hai !
2.Enema procedure se blood circulation bhi sahi hota hai !
3.Enema se apke body ko Energy badati hai,or Insomnia se rahta dete hai !
4.Enema se Pet ki aant or pet saf sahi se ho jata hai !
5.Enema se pet fulne,kabj,or jo body mein Toxic matter bhar ho jate hai 

Enema procedure Ke Nuksan-

       Enema mein apko SideEffect v ho sakte hai but ye sideEffect tbi honge  jab ap iska sahi se upyog na kr sake ya fir apko koi jankari nhi h or aap ghr pe iska use kr rhe ho !

  • Isko upyog krne se pehle iske bare mein or isko use krne ka tarika ache se jan lena chaiye !
  • Enema procedure sahi se na krne pr apke anus mein hole v ho sakta hai or ander ke parts ko nuksan  or problem ho skte hai !
  • Isko Alawa anus or aanto ke saf ho jane se body se Nutrients,And liquids substances ko recover krne mein problem ho sakte hai !
  • Enema se Nausea,vomiting, diarrhea etc ho sakte hai !
“So guys jankari ache lagi hai to Share kare or Follow. Comment jarur kare” !

Video Dekhe-


Note-Guys ye Blog apke jankari k liye bataya ja rha h jab v aap use kre to doctor/ pharmacist se jarur consult kre nhi to apko problem ho sakte hai .

        Thanku So Much

Leave a Comment

Your email address will not be published.

Medical Jankari
%d bloggers like this: